Padosi ki jawan bahu-2

Pichla bhaag padhe:- Padosi ki jawan bahu-1

Hi readers, main Kamal Kishore apni kahani ka agla part leke aap sab ke saamne wapas aa gaya hu. Agar aapne abhi tak pichla part nahi padha hai, to pehle usko zaroor padhe.

Pichle part mein aap sab ne padha tha, ki mere pados ke dost ne mujhe uski bahu ko maths padhane ko kaha. Maine mana kiya lekin jaise-taise usne mujhe mana liya. Fir jab maine uski sexy bahu ko dekha, to mere andar uske liye hawas paida ho gayi. Ab aage badhte hai.

Aaj maine Pooja ko imagine karke muth maari thi. Meri barson se soyi hui vaasna us sexy ladki ko dekh kar jaag chuki thi. Ab mujhe ye sochna tha, ki main usko chodunga kaise. Ek wo meri beti ki umar ki thi, doosra wo shaadi-shuda thi, aur teesra wo mere sabse ache dost ki bahu thi. Lekin meri vaasna in sab cheezo se badi thi.

Fir agle din main uski wait karne laga. Wo aayi, aur hamari padhayi shuru ho gayi. Main aankhon ki aankhon mein uske jism ko pee raha tha. Padhne ke baad wo chali gayi, aur aaj maine firse uske naam ki muth maari. Kuch din aise hi chalta raha. Roz hamari padhayi hoti, aur uske jaane ke baad main uske naam ka lund hilata.

Ab mujhe ye samajh nahi aa raha tha ki main usko touch kaise karu. Mujhe darr tha ki kahi usko mere iraade ka pata chal gaya, to kya hoga. Roz aake jab wo mere paon chooti thi, to uski gaand dekh kar mera khada ho jata tha. Dil to karta tha ki abhi saali ko ghodi bana ke chod du. Lekin main aisa kar nahi sakta tha.

Fir ek din mujhe kuch pata chala. Hua yu, ki Pooja aaj padhne nahi aayi thi. Kuch der wait karne ke baad bhi jab wo nahi aayi, to maine usko call ki. Lekin usne phone pick nahi kiya. Fir maine apne dost ko call ki. Usne phone uthaya, aur hamari baat kuch aise hui.

Mukesh: Haa Kamal, kaise yaad kiya.

Main: Yaar Mukesh, aaj Pooja padhne nahi aayi. Maine usko phone bhi kiya hai poochne ke liye, lekin usne phone nahi uthaya.

Mukesh: Yaar main to saari family ke sath baahar aaya hua hu party par. Pooja hamare sath nahi aayi. Wo keh rahi thi, ki uski tabiyat theek nahi hai, isliye ghar par hi rukegi. Shayad tabiyat ki wajah se nahi aayi hogi.

Main: Chal theek hai.

Mukesh: Ok bye.

Fir maine socha kyun na uske ghar chala jau tabiyat poochne ke bahane. Ye soch kar main uske ghar chala gaya. Ghar ka main gate khula tha, to main seedha hi andar chala gaya. Waise bhi main hamesha unke ghar mein bina darwaza knock kiye hi chala jata hu.

Main jaanta tha ki Pooja aur uske husband ka room first floor par tha. To main seedhe seediyon ki taraf gaya, aur Pooja ke room ki taraf chal pada. Waha jaake dekha, to darwaza band tha. Maine darwaze par knock kiya, to darwaza apne aap khul gaya.

Maine firse darwaza knock kiya aur sath mein awaaz bhi lagayi. Lekin andar se koi response nahi aaya. Fir maine darwaze ko halka dhakka maar kar khola. Andar koi nahi tha. Ye dekh kar main wapas mudne laga. Fir jaise hi main wapas muda, mujhe andar se kuch awaaz aayi.

Maine dhyan se suna, to ye awaaz bathroom mein se aa rahi thi. Main samajh gaya ki Pooja bathroom mein thi, aur shayad naha rahi thi, kyunki paani girne ki awaaz bhi aa rahi thi. Mere shaitani dimag mein usi waqt usko dekhne ki iccha paida ho gayi.

Fir main dabe paon uske room mein gaya. Bathroom ka darwaza thoda khula tha, to main paas jaake andar dekhne laga. Waah kya scene tha. Pooja nangi shower ke neeche khadi thi. Paani uske nange badan par cham-cham karke pad raha tha. Itna sexy scene dekh kar mera lund pant mein poora tann gaya.

Pooja ke boobs akde hue the, aur nipples pink rang ke the. Uski chut par halke baal the trim kiye hue aur V-shape bani hui thi. Aisi khoobsurat aurat jisko bhi mil jaye uski ko bistar mein chandi hi chandi ho jaye. Fir maine kuch aisa dekha, jiski mujhe umeed nahi thi.

Shower band karke Pooja ne hath mein mobile liya, jo toilet tank par pada tha. Fir wo usme kuch dekhne lagi. Fir usne mobile ko saamne ke rack pe kuch play karke rakh diya. Maine dekha ki Pooja ne ek porn video play karke mobile rakha tha. Mujhe samajh nahi aaya ki wo kya kar rahi thi.

Fir Pooja ne shower dobara onn kiya, aur uske neeche khadi hoke deewar ke sath peeth laga li. Uske baad usne apna daaya hath apni chut par rakha, aur usko halke-halke sehlane lag gayi. Mujhe samajh nahi aaya ki wo aisa kyun kar rahi thi. Dheere-dheere usne apni speed badhayi aur ahh ahh karte hue fingering karne lagi.

Usko aise fingering karte dekh mere lund se paani leak hone laga tha. Dil to kar raha tha ki andar chala jau, aur uski chut chaat-chaat kar uska paani nikaal du, aur uski chut ki saari pyaas mita du. Fir mujhe mila mera hukum ka ikka.

Pooja jab fingering kar rahi thi, sath mein wo ahh ahh ki awaaze kar rahi thi. Fir wo bolne lagi-

Pooja: Ahh Rakesh aahh, aur zor se Rakesh ahh. Chodo mujhe Rakesh aahh.

Pooja ke muh se Rakesh naam sun kar maine socha ki ab ye saala Rakesh kon tha. Kyunki uske pati ka naam Rakesh nahi tha. Kahi na kahi main samajh gaya tha, ki Pooja apne pati se santusht nahi thi, isiliye fingering kar rahi thi. Main ye bhi samajh gaya tha ki Rakesh naam ke bande ke sath ya to Pooja ka chakkar pehle tha, ya abhi bhi chal raha tha.

Fir uski aahen tez ho gayi, aur uski chut ka paani chut se taango par behte hue naali mein chala gaya. Main bhi waha se nikal aaya, aur maine ghar aake Pooja ke naam ki muth maari.

Iske aage kya hua, wo aapko kahani ke agle part mein pata chalega. Agar aapko kahani padh kar maza aa raha ho, to isko apne doston ke sath zaroor share kare.